Friday, June 22, 2012

Ladki ki yaad


Kisi ladki ki yaad aaye- YAAD karo! 
. 
Jyada aaye- SMS karo! 
. 
Aur jyada aaye- PHONE karo! 
. 
Aur bhi jyada aaye- MIL lo! 
. 
Bahut jyada- PYAAR karo! 
. 
Usse bhi jyada- SHAADI kar lo! 
. 
Maa Kasam, uske baad phir woh kabhi yaad nahi aayegi!

No comments:

Post a Comment